o palanhare , nirgun aur nyare

o palanhare , nirgun aur nyare
tumhare bin hamara kaunon nhi

hamaree uljan suljhao bhagwan,
tumhare bin hamara konon nhi

tumhe hamaka ho sambhale,
tumhe hamara rakhwale

tumhare bin hamara konon nhi

tumhare bin hamara konon nhi

tumhare bin hamara konon nhi

chanda me tumhe to bhare ho chandni,
suraj me ujala tumhi se

yeh gagan hai magan
tumhe to diye ho isse tare

bhagwan ye jivan
tumhe na sawaroge,
to kya koi saware

o palanhare , nirgun aur nyare
tumhare bin hamara kaunon nhi

tumhare bin hamara konon nhi

jo suno toh,kahe,
prabhuji hamaree hai binati,
dukhi jan ko,dhiraj do,
hare nahee woh kabhee dukh se

tum nirbal ko raksha do,
reh paye nirbal sukh se

bhakti ko shakti do
bhakti ko shakti do

jag ke jo swami ho,itni toh araj suno

hai path me andhiyare,
dedo vardan me ujiyare

o palanhare , nirgun aur nyare
tumhare bin hamara kaunon nhi

hamaree uljan suljhao bhagwan,
tumhare bin hamara konon nhi

o palanhare , nirgun aur nyare
tumhare bin hamara kaunon nhi

hamaree uljan suljhao bhagwan,
tumhare bin hamara konon nhi

o palanhare , nirgun aur nyare
tumhare bin hamara kaunon nhi

ooo palanhare………